giitaayan An Interface to ISB

o maa.njhii re, apanaa kinaaraa, nadiyaa kii dhaaraa hai - Khushboo (1975)  

Lyrics: Gulzar | Music: R D Burman | Singer(s): Kishore 
View in Nagari (Hindi)
o maa.njhii re, apanaa kinaaraa, nadiyaa kii dhaaraa hai o maa.njhii re ... % a high pitched flute interlude here makes you fiil the intensity of emotions % and the depth of sound.. % saahilo.n pe bahane vaale kabhii sunaa to hogaa kahii.n, o ... ho, kaagazo.n kii kashtiyo.n kaa kahii.n kinaaraa hotaa nahii.n ho maa.njhii re ... maa.njhii re koI kinaaraa jo kinaare se mile vo, apanaa kinaaraa hai ... o maa.njhii re ... % violins and flute again play havoc in your mind... paaniyo.n me.n bah rahe hai.n kaI kinaare TuuTe hue o ... ho, raasto.n me.n mil gae hai.n sabhii sahaare chhuuTe hue ... koi sahaaraa majhadhaare me.n mile vo, apanaa sahaaraa hai ... o maa.njhii re, apanaa kinaaraa, nadiyaa kii dhaaraa hai o maa.njhii re ... % the sailing beat continues till it fades out... The sailor is gone...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.