giitaayan An Interface to ISB

ik tiir jigar pe khaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe - Phool Aur Kante/ Flowers And Thorns (1946)  

Lyrics: Vishwamitra Adil | Music: Dada Chandekar | Singer(s): Meena Kapoor 
View in Nagari (Hindi)
ik tiir jigar pe khaa kar ham -2 na idhar ke rahe na udhar ke rahe -2 siine me.n aag lagaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe -2 ( nazaro.n kii bhii Takkar ho ga_ii la.Datii bhii ga_ii.n sharamaa bhii ga_ii.n ) -2 par dil se dil Takaraa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe -2 ik tiir jigar pe khaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe -2 jab yaad kisii kii aatii hai -2 aa.Nkho.n se aa.Nsuu girate hai.n dil me.n tuufaan uThaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe -2 ik tiir jigar pe khaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe -2 ( hai.n phuul aur kaa.NTe dono.n hii ulafat kii ra.ngiilii raaho.n me.n ) -2 ulafat me.n paa.Nv ba.Dhaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe -2 ik tiir jigar pe khaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe -2 siine me.n aag lagaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.