giitaayan An Interface to ISB

jaanewaale zaraa duniyaa kaa chalan dekhataa jaa - Rang Mahal (1948)  

Lyrics: Pt Shivkumar | Music: K Datta/ B A Balsara | Singer(s): Suraiya 
View in Nagari (Hindi)
( jaanewaale jaanewaale zaraa duniyaa kaa chalan dekhataa jaa ) -2 ek nazar apane binaa haal-e-chaman dekhataa jaa jaanewaale ye mohabbat kaa taqaazaa thaa hu_aa tuu jo shahiid kyuu.N na Kush huu.N ke merii purii hu_ii aaj ummiid jaan to ha.Ns ke liye jaan ko khone waale -2 dekh majabuur kha.De hai.n tere rone waale dete du_aa tak bhii nahii.n ahal-e-watan dekhataa jaa jaanewaale muskaraataa hu_aa kis shaan se aayaa hai tuu gayaa to wo Kushii kaa ko_ii laayaa hai tuu jaanisaarii me.n terii duulhaa banaayaa hai tuu mujhako rulaa gayaa jo Kuu.N me.n nahaayaa hai tuu dete hai.n ham tujhe ra.ngiin qafan dekhataa jaa jaanewaale -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.