giitaayan An Interface to ISB

tuu mahal me.n rahane vaalii ... bataa phir teraa\-meraa - Shabnam (1949)  

Lyrics: Qamar Jalalabadi | Music: S D Burman | Singer(s): Mukesh, Shamshad 
View in Nagari (Hindi)
mu : tuu mahal me.n rahane vaalii mai.n kuTiyaa me.n rahane vaalaa bataa phir teraa-meraa pyaar kyaa tuu aasamaan kaa taaraa mai.n ik zarraa bechaaraa bataa phir teraa-meraa pyaar kyaa sha : mere dil me.n pyaar kii aag piyaa haay ( lagii rahii ) -3 mai.n khol ke khi.Dakii mahal kii haay re ( kha.Dii rahii ) -3 mu : tuu ha.Nsatii kha.Dii us paar merii naav biich majhadhaar bataa phir ... sha : terii miiThii-miiThii yaad mere dil me.n haay re haay ( aatii rahii ) -3 merii bhiigii-bhiigii a.Nkhhiyo.n se ni.ndiyaa haay re haay ( jaatii rahii ) -3 mu : terii jhuuThii hai har baat tuu chho.D ga_ii meraa saath bataa phir ... sha : jab rimajhim-rimajhim-rimajhim barakhaa haay re haay ( hotii rahii ) -3 mai.n saavan ke baadalo.n ke sa.ng-sa.ng haay re haay ( rotii rahii ) -3 mu : tuu khel samajh kar rotii tere aa.Nsuu mahal ke motii bataa phir ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.