giitaayan An Interface to ISB

dil ke dhokhe me.n naa aanaa dil kii jhuuThii zaat hai - Shaan (1950)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: Hansraj Behl | Singer(s): Suraiya, Rafi, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
su : ( dil ke dhokhe me.n naa aanaa dil kii jhuuThii zaat hai ko : ajii dil kii jhuuThii zaat hai su : raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai dil kii jhuuThii zaat hai ko : ajii dil kii jhuuThii zaat hai ) -2 ra : ek maze kii baat bataave.n suno kalejaa thaam ke ajii suno kalejaa thaam ke jin me.n kisii kaa pyaar nahii.n hai wo dil bhii kis kaam ke ajii wo dil bhii kis kaam ke maano yaa na maano lekin ba.De pate kii baat hai su : dil ke dhokhe me.n naa aanaa dil kii jhuuThii zaat hai ko : ajii dil kii jhuuThii zaat hai su : raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai dil kii jhuuThii zaat hai ko : ajii dil kii jhuuThii zaat hai su : pyaar kii galiyo.n me.n dilawaale khel na dil kaa khelanaa khel na dil kaa khelanaa Kushiyo.n se mu.Nh mo.D ke ek din dard pa.Degaa jhelanaa dard pa.Degaa jhelanaa qadam-qadam par is duniyaa me.n ashqo.n kii barasaat hai su : dil ke dhokhe me.n naa aanaa dil kii jhuuThii zaat hai ko : ajii dil kii jhuuThii zaat hai su : raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai dil kii jhuuThii zaat hai ko : ajii dil kii jhuuThii zaat hai ra : dil ko jhuuThaa kahane waalii dil kaa kahanaa maan le ajii dil kaa kahanaa maan le dil hii sonaa dil hii chaa.Ndii dil ko daulat jaan le ajii dil ko daulat jaan le ko : na na na su : saat ko ye chhH kah de aur chhH ko kah de saat hai dil ke dhokhe me.n naa aanaa dil kii jhuuThii zaat hai ko : ajii dil kii jhuuThii zaat hai su : raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai dil kii jhuuThii zaat hai ko : ajii dil kii jhuuThii zaat hai
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.