la : ( uf kitanii ThaNDii hai ye rut
ki : sulaGe hai tanahaa_ii merii
san san san jalataa hai badan
la : kaa.Npe hai a.nga.Daa_ii merii ) -2
la : tumape bhii hai bhaarii
wo hai kaun aisii chi.ngaarii
o tumape bhii hai bhaarii
wo hai kaun aisii chi.ngaarii
ki : hai ko_ii in aa.Nkho.n me.n
ek tum jaisii Kaabo.n kii parii
la : uf kitanii ThaNDii hai ye rut
ki : sulaGe hai tanahaa_ii merii
san san san jalataa hai badan
la : kaa.Npe hai a.nga.Daa_ii merii
ki : ye tanahaa mausam mehataabii
ye jalatii-bujhatii beKaabii
o ye tanahaa mausam mehataabii
ye jalatii-bujhatii beKaabii
la : mahalo.n (?) me.n tharratii hai
ek betaabii aramaa.N me.n bharii
uf kitanii ThaNDii hai ye rut
aise hai.n dil pe kuchh saaye
dha.Dakan bhii jal ke jam jaaye
o aise hai.n dil pe kuchh saaye
dha.Dakan bhii jal ke jam jaaye
ki : kaa.Npo tum aur sulaGe.n ham
ye hai chaahat kii jaaduugarii
of
la : uf kitanii ThaNDii hai ye rut
ki : sulaGe hai tanahaa_ii merii
san san san jalataa hai badan
la : kaa.Npe hai a.nga.Daa_ii merii
|