giitaayan An Interface to ISB

tere pyaar ne sanam jaaduu kyaa kar diyaa - Vaastav/ The Reality (1999)  

Lyrics: Sameer | Music: Jatin-Lalit | Singer(s): Kavita Subramaniam/ Kumar Sanu 
View in Nagari (Hindi)
%Part 1: % tere pyaar ne sanam jaaduu kyaa kar diyaa haa.n jaane kaisaa nashaa chhaa rahaa tere pyaar ne sanam ... jhuumatii havaa_o.n bataa_o zaraa mai.n kahaa.N huu.N ho chhe.Datii fizaa_o.n samajhaa_o zaraa anjaane hii mujhe kyaa hu_aa tere pyaar ne sanam ... baazu_o.n me.n aake ye mujhako lagaa sharm kyaa hai naa kabhii ye pahale thaa mujhako pataa haa.n tuune hamanavaa.n kyaa kiyaa tere pyaar ne sanam ... % %Part 2: % tere pyaar ne sanam jaaduu kyaa kar diyaa haa.n jaane kaisaa nashaa chhaa rahaa tere pyaar ne sanam ... jhuumatii havaa_o.n bataa_o zaraa mai.n kahaa.N huu.N ho chhe.Datii fizaa_o.n samajhaa_o zaraa anjaane hii mujhe kyaa hu_aa tere pyaar ne sanam ... naa ko_ii kamii hai ab jaan-e-vafaa zi.ndagii me.n haa.n har khushii milii jo mujhe tuu milii laa_ii hai ra.ng kyaa ye du_aa tere pyaar ne sanam ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.