giitaayan An Interface to ISB

paap kaa zulm kaa tuu vinaashak hai - Vinaashak (1998)  

Lyrics: Deepak Choudhary | Music: Viju Shah | Singer(s): Amit Kumar 
View in Nagari (Hindi)
vinaashak vinaashak zulmo.n kaa bhuuchaal yahaa.n jab aa jaataa hai baato.n kaa jab vikaraal ruup chhaa jaataa hai jab jab dharatii par adharm kaa taa.nDav hotaa hai ho kar laachaar jab yahaa.n majahab rotaa hai tab zulm kaa karane naash tab paap kaa karane vinaash vinaashak aataa hai paap kaa zulm kaa tuu vinaashak hai tuu haa.N vinaashak hai isame.n kyaa shaq hai tuu vinaashak hai ... aadamii hii haivaan yahaa.n jab ban jaataa hai i.nsaan hii jab shaitaan yahaa.n ban jaataa hai aata.nk se haahaakaar jab mach jaataa hai Daratii hai zamii.n aakaash bhii jab tharraataa hai haivaan kaa karane naash shaitaan kaa karane vinaash vinaashak aataa hai har aata.nk kaa tuu vinaashak hai tuu vinaashak hai ... chehare par jab zulm kaa cheharaa cha.Dh jaataa hai aata.nk dari.ndo.n kaa jab jab ba.Dh jaataa hai kaanuun kaa jab bhaxak ban jaataa hai har duShT kaa daaman paap se jab bhar jaataa hai chehare se pardaafaash zaalim kaa karane naash vinaashak aataa hai paap kaa zulm kaa tuu vinaashak hai haa.N vinaashak hai ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.