giitaayan An Interface to ISB

apane rukh se zaraa ... vaah teraa kyaa kahanaa - Waah Tera Kya Kehna (2002)  

Lyrics: Sameer | Music: Jatin-Lalit | Singer(s): Roop Kumar Rathod, Kavita Subramaniam, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
apane rukh se zaraa pardaa jo haTaayaa hamane aa chaa.Nd saa cheharaa jo mahafil ko dikhaayaa hamane kisii kii aa.Nkh jhuk ga_ii kisii kii saa.Ns ruk ga_ii kahii.n chilaman sarak gayaa kisii kaa dil dha.Dak gayaa ham aa ga_e mahafil me.n aa_egaa ab mazaa aage aage dekhi_e hotaa hai kyaa vaah teraa kyaa kahanaa are vaah teraa kyaa kahanaa vaah teraa kyaa kahanaa vaah vaah teraa kyaa kahanaa ham to vo hai.n jo nazaaro.n kaa pataa dete hai.n chaa.Nd suuraj kaa sitaaro.n kaa pataa dete hai.n zid pe aa jaa_e.N to sholo.n ko bujhaa dete hai.n ham to paanii me.n bhii ik aag lagaa dete hai.n aise aashiq ko ham uu.Ngalii pe nachaa dete hai.n sirf kahate hii nahii.n kar ke dikhaa dete hai.n aa tumako is tarah miTaa_e.N ke nishaanii naa mile tumako aisii jagah maare.n jahaa.N paanii naa mile hamako maasuum naa samajho ki ham chaalaak bhii hai.n jitane bhole hai.n utane hii Kataranaak bhii hai.n are ibtadaa-e-ishq hai rotaa hai kyaa aage aage dekhi_e hotaa hai kyaa vaah teraa kyaa kahanaa ... aise vaise kaise kaise ho ga_e kaise kaise aise vaise ho ga_e miT ga_e hamako zamaane se miTaane vaale bujh ga_e shamaa ke maani.nd bujhaane vaale khaak me.n mil ga_e khud khaak banaane vaale qatl khud ho ga_e talavaar dikhaane vaale chamak sakate hai.n ye juganuu.n ujaalaa kar nahii.n sakate u.Daa ke khaak suuraj ko ye a.ndhaa kar nahii.n sakate kaun hai jo khud ko raah-e-vafaa me.n miTaa nahii.n sakate kabhii vo ma.nzil-e-makasuud paa nahii.n sakate ye chaar roz kii talavaar baa.Ndhane vaale kabhii hamaare mukaabil me.n aa nahii.n sakate kabhii bhii aa nahii.n sakate haa.N jii haa.N aa nahii.n sakate aagosh me.n bekhabar sotaa hai kyaa aage aage dekhi_e hotaa hai kyaa khudaa kare ke hasiino.n ke baap mar jaa_e.N aur hamaare vaaste maidaan saaf kar jaa_e.N vaah teraa kyaa kahanaa ... o jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man dekh aazamaa_ii me.n moch aa jaa_egii kalaa_ii me.n saamane aa jaa_o jo dulhan banake jaan de de.nge mu.Nh dikhaa_ii me.n jo achchhe hai.n unakii kahaanii bhii achchhii la.Dakapan bhii achchhaa javaanii bhii achchhii tere tiir ko kyuu.N naa dil me.n jagah de.n nishaanaa bhii achchhaa nishaanii bhii achchhii tum apanii chaahato.n ko ek hasiin mo.D do logo.n pe tohamate.n tum lagaanaa chho.D do hotaa vahii hai jo ma.nzuur-e-khudaa hotaa hai taaqat kaa aur guruur kaa ab shiishaa to.D do ye shiishaa to.D do tum ye shiishaa to.D do allaah miyaa.n ko sab pataa hai sochaa hai kyaa aage aage dekhi_e hotaa hai kyaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.