giitaayan An Interface to ISB

cha.ndaa taare sun le.n saare terii yaado.n me.n - Yaadein (2001)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Annu Malik | Singer(s): Sukhvindar Singh, Kavita Subramaniam 
View in Nagari (Hindi)
cha.ndaa taare sun le.n saare terii yaado.n me.n ham so_e jaage so_e jaage saaraa aalam kyaa hai jaanam tere pyaar ke aage aahaa aahaa ho cha.ndaa taare sun le.n saare ... ham tum itanaa pyaar kare.nge jo bhii sunegaa vo ye kahegaa kaun rahaa hai kaun rahegaa pyaar rahaa hai pyaar rahegaa cha.ndaa taare sun le.n saare ... mere dil kii tere dil kii baat ko_ii bhii rah naa jaa_e vaqt kaa dariyaa chho.D ke saahil hamase aage bah naa jaa_e cha.ndaa taare sun le.n saare ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.