kyaa itanaa bhii adhikaar nahii.n
Dhuu.NDh sakuu.N nazaro.n me.n terii apanaa khoyaa pyaar
dekh sakuu.N
dekh sakuu.N jii bhar ke tujhako
duur kha.Daa ek baar -2
kyaa itanaa bhii adhikaar nahii.n
kabhii kahii.n jaane-anajaane karane (??) me.n laachaar
jhuum sakuu.N
jhuum sakuu.N mai.n sun kar terii
paayal kii jhanakaar -2
kyaa itanaa bhii adhikaar nahii.n
karuu.N tere sapano.n se apanii raato.n kaa si.ngaar
chhe.D sakuu.N
chhe.D sakuu.N man kii viinaa par
tere giit hazaar -2
kyaa itanaa bhii adhikaar nahii.n
nain bichhaane raah me.n har luu.N (??) prem-nagar ke dwaar
puuchh sakuu.N
puuchh sakuu.N mai.n tujhase apane
jiine kaa aadhaar -2
kyaa itanaa bhii adhikaar nahii.n
|