giitaayan An Interface to ISB

pyaar karane vaale, pyaar karate hai.n shaan se - Shaan (1980)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: R D Burman | Singer(s): Asha 
View in Nagari (Hindi)
(##spoken##) shukriyaa, karam maharbaanii dosto.n zi.ndagii hasiin hai lekin sirf unake li_e jinho.n ne pyaar kiyaa hai kyo.nki sif.r pyaar karane vaale jaanate hai.n ki aan, baan aur shaan se jiinaa kise kahate hai.n hai na? (aashaa) pyaar karane vaale, pyaar karate hai.n shaan se jiite hai.n shaan se, marate hai.n shaan se ho, lete hai.n kisiikaa jo naam, unako hazaaro.n salaam kabhii rukate nahii.n, kabhii jhukate nahii.n, chaahe jo bhii ho a.njaam yaar kii galii se, guzarate hai.n shaan se jiite hai.n shaan se, marate hai.n shaan se ho, rastaa nahii.n aasaan, denaa pa.Dataa hai imtehaan ye hai dil kii lagii, ye nahii.n dillagii, aate hai.n ka_ii tuufaan ???? ???? ubharate hai.n shaan se jiite hai.n shaan se, marate hai.n shaan se
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.