giitaayan An Interface to ISB

kal ho.nge raajaa raam - Bharat Milap (1942)  

Lyrics: Pt Anuj | Music: Shankar Rao Vyas | Singer(s): Kaushalya, Madhusudan 
View in Nagari (Hindi)
kal kal kal kal kal kal kal kyaa kal ho.nge raajaa raam -2 ( raajaa raam raam raam re kal ho.nge raajaa raam ) -2 raajaa raam haa.N raam haa.N kal haa.N kal kal kal kal kal ho.nge raajaa raam raajaa raam raam raam re kal ho.nge raajaa raam ( chun-chun phuulo.n ko laa_uu.N shrii raam ko bhe.nT cha.Dhaa_uu.N ) -2 mai.n ek sundar haar banaa_uu.N siitaa jii ko pahanaa_uu.N ek sundar haar banaa_uu.N siitaa jii ko pahanaa_uu.N mai.n bhau.nraa ban kar charan kamal kaa bhau.nraa mai.n bhau.nraa ban kar charan kamal me.n sadaa karuu.N aaraam kal ho.nge raajaa raam raajaa raam raam raam re kal ho.nge raajaa raam mai.n mahaakavi ban jaa_uu.N nit kavitaa na_ii banaa_uu.N aa mai.n mahaakavi ban jaa_uu.N nit kavitaa na_ii banaa_uu.N mai.n koyal ban kar gaa_uu.N -2 moro.n ko naach nachaa_uu.N -2 kitane chal kar jitane a.D kar raam ke darashan paa_uu.N kar lo darashan baiThe dekho kar lo darashan baiThe dekh hriday si.nhaasan raam kal ho.nge raajaa raam raajaa raam raam raam re kal ho.nge raajaa raam
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.