giitaayan An Interface to ISB

kaahe ko mohe chhere re be_imanawaa - Pukaar (1939)  

Lyrics: Kamal Amrohi | Music: Mir Sahab | Singer(s): Sardar Akhtar, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
sa : kaahe ko mohe chhere re be_imanawaa -2 kaahe ko mohe chhere chher ke mohe pachhata_iibe re pachhata_iibe re -2 be_imanawaa kaahe ko mohe % male voice : raajaa tumahii.n se haare ( naajaa tumahii se lagiyaa lagaay inake jaat morii dhobaniyaa ) -2 raajaa tumahii se ( cholii dhulawaa ke chho.Duu chunarii ra.ngawaa ke chho.Duu ) -2 a.ngiyaa ba.ndhawaa ke chho.Duu -2 raajaa raajaa tumahii se lagiyaa lagaay inake jaat morii dhobaniyaa raajaa tumahii se lagiyaa lagaay inake jaat morii dhobaniyaa sa : galle tohe bhar da_ii.n mere bhar da_ii.n mere -2 mere ke mohe ghir ja_ibe re ghir ja_ibe re be_imanawaa kaahe ko mohe chhere re be_imanawaa kaahe ko mohe chhere
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.