giitaayan An Interface to ISB

har din hai nayaa, har raat niraalii hai - Shikari (1946)  

Lyrics: G S Nepali | Music: S D Burman | Singer(s): Amirbai, Ashok Kumar 
View in Nagari (Hindi)
amii : har din hai nayaa ha haa haa haa ha haa har din hai nayaa, har raat niraalii hai asho : tuu hai dil me.n to roz diiwaalii hai amii : har din hai nayaa asho : ha haa haa haa ha haa sunasaan ghanaa ja.ngal amii : man hai Dar se cha.nchal -2 asho : o cha.nchal nadiyaa, tuu pyaase ke paas kahaa.N aa_ii cha.nchal nadiyaa, tuu pyaase ke paas kahaa.N aa_ii amii : nadiyaa ko pyaase piyaa kii asho : priit bulaa laa_ii ja.ngal kii Dagariyaa kaa.NTo.n waalii hai amii : tuu hai dil me.n to roz diiwaalii hai har din hai nayaa asho : raat khilii kii, ?? chaa.Nd sii sundar pyaar bharii tum kaun tum kaun -2 amii : mai.n terii diiwaanii -2 prem bhii paa re, ?? bole shikaare, bhed bhare tum kaun -2 asho : mai.n raajaa, tum raanii, tum raanii amii : bharapuur chaman hai rut matawaalii hai asho : tuu hai dil me.n to roz diwaalii hai amii : o ho o o o o ho gaur kiyaa to or ?? ho gaur kiyaa to pyaaraa hai kaalii ?? asho : tum ho merii aa.Nkho.n kii ujiyaalii amii : chupake-chupake baate.n hotii.n, chupake hotaa pyaar chupake hotaa pyaar asho : isii tarah anajaan me.n banataa hai nayaa sa.nsaar amii : aa aa do : banataa hai nayaa sa.nsaar ham do pa.nchhii bas ek hii Daalii hai tuu hai dil me.n to roz diiwaalii hai har din hai nayaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.