giitaayan An Interface to ISB

jaa_o sidhaaro he raadhaa ke shyaam - Arzoo (1950)  

Lyrics: Majrooh, Jaan Nisar Akhtar | Music: Anil Biswas | Singer(s): Shamshad, S D Batish, Mukesh, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
aa aa sha : jaa_o sidhaaro jaa_o sidhaaro he raadhaa ke shyaam ko : he raadhaa ke shyaam baa : laaj tumhaare haath hai dekho priit na ho badanaam ko : priit na ho badanaam sha : aaj se terii raah takuu.Ngii aas kaa daaman thaam ko : he raadhaa ke shyaam baa : bhuul na jaanaa ko_ii sidhaaraa leke tumhaaraa naam ko : priit na ho badanaam -3 mu : dil ye kisakaa hai merii jaan jigar kisakaa hai -2 sha : aavo milakar jawaanii kii luuTe.n bahaar -2 mu : terii baa.Nhe.n gale me.n hai.n phuulo.n kaa haar terii baa.Nhe.n terii baa.Nhe.n gale me.n hai.n phuulo.n kaa haar do : aavo milakar jawaanii kii luuTe.n bahaar aavo milakar jawaanii kii sha : mujhako ulafat ke farebo.n me.n bahut kuchh jaka.Daa -2 mai.nne duniyaa ko jhaTak kar teraa daaman paka.Daa -2 mu : ab to raste me.n apane nahii.n ko_ii Kaar ab to raste me.n sha : hoy do : ab to raste me.n apane nahii.n ko_ii Kaar aavo milakar jawaanii kii luuTe.n bahaar -2 aavo milakar jawaanii kii baa : idhar to dekh merii jaan kaun aayaa hai ye kaun chaa.Nd-sitaare sameT laaya hai ab to kar le pyaar sajaniyaa ab to kar le pyaar re -2 suuraj jaisaa laayaa Tiikaa chaa.Nd bhii jisake aage phiikaa -2 tere gale ko laayaa pyaarii jagamag-jagmag haar re -2 ab to kar le pyaar sajaniyaa ab to kar le pyaar re ab to kar le pyaar sajaniyaa dil me.n ta.Dap rahe hai.n jo aramaa.N nikaal de mere gale me.n dau.D ke baa.Nhe.n to Daal de sha : ab ye baa.Nhe.n nahii.n bekal terii garadan ke liye haath bhii ab naa ba.Dhaanaa mere daaman ke liye mil gayaa mere gulistaa.N ko sajaane waalaa -2 laal-o-gauhar mere kadamo.n pe luTaane waalaa -2 teraa-meraa naataa kyaa hai meraa usakaa pyaar re meraa usakaa pyaar re meraa usakaa pyaar baa : apane pahaluu.N me.n samajhataa thaa ke dil rakhatii hai tuu ko : ke dil rakhatii hai tuu baa : dil nahii.n siine me.n ek patthar ki sil rakhatii hai tuu ko : patthar ki sil rakhatii hai tuu baa : makr ?? kii putalii vaafa ke naam kii dushman hai tuu ko : dushman hai tuu baa : Das ke mere dil ko jo palatii hai wo naagan hai tuu ko : naagan hai tuu -3 baa : apanii izzat apanii vaqa_at apanii Gairat bech dii ko : Gairat bech dii, bech dii baa : tuune daulat ke liye apanii mohabbat bech dii ko : mohabbat bech dii baa : mohabbat bech dii ko : mohabbat bech dii baa : mohabbat bech dii
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.