giitaayan An Interface to ISB

are buu.Dhaa hai gho.Daa, laal hai lagaam - Sargam (1950)  

Lyrics: P L Santoshi | Music: C Ramchandra | Singer(s): Lata, Chitalkar 
View in Nagari (Hindi)
chi : haa aa are buu.Dhaa hai gho.Daa, laal hai lagaam la : o buu.Dhaa hai gho.Daa, laal hai lagaam kaisii ye jo.Dii milaa_ii mere do : raam kaisii ye jo.Dii milaa_ii mere raam -3 chi : haa.N pahaluu-e-huur me.n la.nguur Kudaa kii qudarat la : aa.N kauwe kii cho.nch me.n a.nguur Kudaa kii gudarat chi : are gadhe ko de diye khaane badaam la : o gadhe ko de diye khaane badaam do : kaisii ye jo.Dii milaa_ii mere raam -4 chi : ho bandar ke haath me.n ye saaz dekhiye aur ulluu ke sar pe ye taaz dekhiye jo dekhaa kabhii na wo aaj dekhiye la : ha.Nsegii jo dekhegii duniyaa tamaam ho ha.Nsegii jo dekhegii duniyaa tamaam do : kaisii ye jo.Dii milaa_ii mere raam -3 haa kaisii ye jo.Dii milaa_ii mere raam do : kaisii ye jo.Dii milaa_ii mere raam -3 ho kaisii ye jo.Dii milaa_ii mere raam la : haa.N bu.Dhawaa hai ghu.Dawaa, lalawaa lagaam chi : haa.N bu.Dhawaa hai ghu.Dawaa, lalawaa lalawaa hai lagaam haa.N do : kaisii ye ju.Diyaa mila_iyaa more raam -3
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.