giitaayan An Interface to ISB

mushkil hai pyaar chhupaanaa tandaanaa - Mayur Pankh (1953)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Lata, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
la : tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa ko : mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa la : priit na_ii dard puraanaa, tandaanaa ko : priit na_ii dard puraanaa, tandaanaa la : tuu kahii.n aur thaa mai.n kahii.n aur thii bhau.nraa kahii.n aur thaa kalii kahii.n aur thii phir bhii hai.n milane ke laakh bahaane phir bhii hai.n milane ke ko : laakh bahaane tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa la : nainaa churaa ke na jaanaa, tandaanaa ko : nainaa churaa ke na jaanaa, tandaanaa la : mausam bahaar kaa ek baar aaye re ko : ek baar aaye re la : chaa.Nd kahe chaa.Ndanii se raat Dhalii jaay re ko : raat Dhalii jaay re la : ho mushkil se milate hai.n Gam ye suhaane mushkil se milate hai.n ko : Gam suhaane tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa la : ban kisii nazar kaa nishaanaa, tandaanaa ko : ban kisii nazar kaa nishaanaa, tandaanaa la : dil ko apane haar ke jiit le jahaan ko rah kisii kii aa.Nkh me.n chhuu le aasamaan ko bulabul ne chhe.De hai.n pyaar ke taraane bulabul ne chhe.De hai.n ko : ye taraane tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa la : tuu badal to badale zamaanaa, tandaanaa ko : tuu badal to badale zamaanaa, tandaanaa tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa la : mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa ko : mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.