giitaayan An Interface to ISB

kitaab-e-dard me.n likhaa mere Gam kaa fasaanaa hai - Sultaana (1934)  

Lyrics:  | Music: Mushtaq Ahmed (Bareli Wale) | Singer(s): Akbar Khan Durrani Peshawari 
View in Nagari (Hindi)
kitaab-e-dard me.n likhaa mere Gam kaa fasaanaa hai ba-kuur-e-yaas-o-hasarat se bharaa dil kaa Kazaanaa hai kitaab-e-dard me.n li na ek lamhaa haa bhii jaa laayaa kabhii is dar-e-faanii me.n -2 milaa mauqaa jise mujhako banaataa wo nishaanaa hai kitaab-e-dard me.n likhaa mere Gam kaa fasaanaa hai ba-kuur-e-yaas-o-has umiide.n miT miT ga_ii.n saarii falaq ki ye bhii zariibii se hai -2 jise apanaa samajhataa thaa hu_aa wo bhii begaanaa hai kitaab-e-dard me.n likhaa mere Gam kaa fasaanaa hai kitaab-e-dard me.n likhaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.