o
( dam hai baakii to Gam nahii.n
aish ke raste kam nahii.n ) -2
( aa.Nkh wo kyaa, dil hii wo kyaa
jo na kare ko_ii Kataa ) -2
haath ba.Dhaa saaj uThaa
duniyaa kaa Gam kare apanii balaa
( dam hai baakii to Gam nahii.n
aish ke raste kam nahii.n ) -2
Male Voice: he he he he
aa :
( kal ke aaj aaj na Dhal
dil se miTaa Gam kaa asar ) -2
sochanaa kal aah na bhar
aa.Nkho.n me.n baseraa kar dil me.n utar
( dam hai baakii to Gam nahii.n
aish ke raste kam nahii.n ) -2
( rut hai jawaa.N waqt hasii.n
jashn rahe aaj yahii.n ) -2
kal kaa yaqii.n hamako nahii.n
than hii na jaaye kahii.n ghuumatii zamii.n
( dam hai baakii to Gam nahii.n
aish ke raste kam nahii.n ) -2
Male Voice: he he, he he
aa : he he, he he
he he he
dam hai baakii to Gam nahii.n
aish ke raste kam nahii.n
|