giitaayan An Interface to ISB

chale ho kahaa.N karake jii bekaraar - Bhaagam Bhaag (1956)  

Lyrics: Majrooh | Music: O P Nayyar | Singer(s): Asha, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
% The following prelude mentioned in kosh was not in the version I have masiihaa ban ke biimaaro.n ko aa : chale ho kahaa.N chale ho kahaa.N karake jii bekaraar -2 o saiyaa.N raajaa o saiyaa.N raajaa dil me.n samaa ke chale ho kahaa.N karake jii bekaraar o piyaa na jaa re merii qasam -2 o mai.n to mar jaa_uu.Ngii re sanam -2 o saiyaa.N raajaa o saiyaa.N raajaa dil me.n samaa ke ra : bhuulane waalii, dekh liyaa teraa pyaar o jhuuThii-jhuuThii tuu qasame.n na khaa -2 o gorii jaane de dil naa jalaa -2 nikaalaa hame.n nikaalaa hame.n ghar me.n bulaa ke aa : chale ho kahaa.N karake jii bekaraar -2 o aajaa tujhape luTaa duu.N ye pyaar -2 o dil kii bagiyaa nazar kii bahaar -2 o saiyaa.N raajaa o saiyaa.N raajaa dil me.n samaa ke ra : bhuulane waalii, dekh liyaa teraa pyaar agar ye sach hai to raazii hai.n ham -2 tuu merii gorii mai.n teraa balam -2 nikaalaa hame.n nikaalaa hame.n ghar me.n bulaa ke aa : chale ho kahaa.N karake jii bekaraar -2 ra : bhuulane waalii, dekh liyaa teraa pyaar -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.