giitaayan An Interface to ISB

jiyaa kho gayaa ... mai.n kahuu.N to kahuu.N kaise ho - Railway Platform (1955)  

Lyrics: Sahir | Music: Madan Mohan | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
( jiyaa kho gayaa ho teraa ho gayaa mai.n kahuu.N to kahuu.N kaise ho ) -2 jiyaa kho gayaa ( Gair hai phir bhii tuu mujhako apanaa lage terii har baat chaahat kaa sapanaa lage ) -2 ( jiyaa kho gayaa ho teraa ho gayaa mai.n kahuu.N to kahuu.N kaise ho ) -2 jiyaa kho gayaa ( uThate uThate jhukuu.N, jhukate jhukate uThuu.N aur Takaraa ga_ii.n do nigaahe.n phuul se khil gaye dil se dil mil gaye jaise milatii hai.n ma.nzil se raahe.n ) -2 ( jiyaa kho gayaa ho teraa ho gayaa mai.n kahuu.N to kahuu.N kaise ho ) -2 jiyaa kho gayaa ( mujhako apane pe bhii laaj aane lagii mai.n akele me.n chhup chhup ke gaane lagii ) -2 ( jiyaa kho gayaa ho teraa ho gayaa mai.n kahuu.N to kahuu.N kaise ho ) -2 jiyaa kho gayaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.