giitaayan An Interface to ISB

kabhii kitaabo.n me.n phuul rakhanaa - Passions (Non-Film) (1993)  

Lyrics: Hasan Rizvi | Music: Ghulam Ali | Singer(s): Ghulam Ali 
View in Nagari (Hindi)
kabhii kitaabo.n me.n phuul rakhanaa, kabhii daraKto.n pe naam likhanaa hame.n bhii yaad aaj tak wo nazar se harf-e-salaam likhanaa wo chaa.Nd chehare wo bahakii baate.n sulaGate din the mahakatii raate.n wo chhoTe chhoTe se kaaGazo.n par mohabbato.n ke payaam likhanaa gulaab cheharo.n se dil lagaanaa wo chupake chupake nazar milaanaa wo aarazu_o.n ke Kaab bunanaa wo qissaa-e-naa-tamaan likhanaa ga_ii ruto.n me.n 'hasan' hamaaraa bas ek hii to ye mashaGalaa thaa kisii ke chehare ko subaho kahanaa kisii kii zulfo.n ko shaam likhanaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.