giitaayan An Interface to ISB

wohii mizaaj wohii chaal hai zamaane kii - Once More (Non-Film) (1990)  

Lyrics: Saeed Raahi | Music:  | Singer(s): Ghulam Ali 
View in Nagari (Hindi)
%prelude ek hame.n aawaaraa kahanaa ko_ii ba.Daa ilzaam nahii.n duniyaa waale dil waalo.n ko aur bahut kuchh kahate hai.n wohii mizaaj wohii chaal hai zamaane kii hame.n bhii ho ga_ii aadat fareb khaane kii mai.n saare shahar me.n tanhaa nahii.n hu_aa ruswaa sazaa milii hai tumhe.n bhii to dil lagaane kii sharaab milatii hai lekin hamaarii pyaas se kam ajiib rasm hai saaqii yahaa.N pilaane kii nazar bachaa ke tumhe.n dekhataa huu.N mahafil me.n nazar lage na kahii.n tumako is diwaane kii
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.