giitaayan An Interface to ISB

saara.ngaa terii yaad me.n, nain hue bechain - Saarangaa (1960)  

Lyrics: Bharat Vyas | Music: Sardar Malik | Singer(s): Mukesh / Rafi 
View in Nagari (Hindi)
saara.ngaa terI yaad me.n nain hue bechain madhur tumhaare milan binaa din kaTate nahii.n rain, ho~ saara.ngaa terI yaad me.n ... vo ambuvaa kA jhuulanaa, vo pIpal kii chhaa.Nv ghuu.NghaT me.n jab chaa.Nd thA, meha.ndii lagI thI paa.nv ho, (aaj uja.Dake rah gayaa - 2) vo sapano.n kA gaa.Nv, ho ... saara.ngaa terI yaad me.n ... sa.ng tumhaare do gha.Dii, bIt gaye jo pal jal bharake mere nain me.n, aaj hue ojhal ho, (sukh leke duHkh de gayii.n -2) do akhiyA.N cha.nchal, ho ... saara.ngaa terI yaad me.n ... % % Rafi version % saara.ngaa terii yaad me.n nain hue bechain madhur tumhaare milan binaa din kaTate nahii.n rain madhuban ke madhuku.nj me.n chalat birahaa samiir baaT takuu.N terii mai.n priye jal jamunaa ke tiir
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.