giitaayan An Interface to ISB

sar se sarake, sarake chunariyaa - Silsila (1981)  

Lyrics: Hasan Kamaal | Music: Shiv-Hari | Singer(s): Kishore, Lata 
View in Nagari (Hindi)
koras: sar se sarake, sarake chunariyaa, laaj bharii akhiyo.n me.n - 2 ho maiyaa, gaae saajan, o bahanaa, hoke magan naache.n, sakhiyo.n me.n strii: naino.n me.n ni.ndiyaa, ni.ndiyaa me.n sapane sapano.n me.n saajan, jabase basaa bahaare.n aayii jiivan me.n, nayii.n halachal hai tan man me.n ik ruup basaa hai, a.Nkhiyo.n me.n koras: sar se sarake... purushh: kuchh lamhe.n, jiivan ke churaale.n saa.nso.n kii ye aag bujhaa de.n duniyaa se duur, nayii.n duniyaa.n, basaa de.n strii: jab se milii hai, tujhase nazar jaaduu ye kaisaa, mujhape huaa ke dil jab tanahaa lagataa hai mujhe kuchh aisaa lagataa hai tuu jhanak rahaa hai, a.Nkhiyo.n me.n koras: sar se sarake... purushh: aaj kaa har ik pal su.ndar hai kal kyaa ho, kisako ye khabar hai la.nbaa safar, zindagI muqtasar hai strii: Dar lag rahaa hai, kyaa jaane kyaa ho dil tujh ko maine, jab se diyaa u.Dii hai.n nii.nde.n a.Nkhiyo.n se terii aisii hii baato.n se badanaam huii huu.N sakhiyo.n me.n koras: sar se sarake... purushh: taaro.n se ye maa.ng sajaa duu.N hoTho.n pe ik phuul khilaa duu.N tere liye saarii duniyaa bhulaa duu.N strii: mahakegaa saaraa, gulashan hamaaraa dil kaa sahaaraa, baahe.n terii khushii se harii bharii hogii ye duniyaa terii merii hogii ik phuul khilegaa, bagiyo.n me.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.