giitaayan An Interface to ISB

soch ke ye gagan jhuume abhii chaa.Nd nikal aaegaa - Jyoti (1969)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: S D Burman | Singer(s): Manna Dey, Lata 
View in Nagari (Hindi)
soch ke ye gagan jhuume abhii chaa.Nd nikal aaegaa jhilamil chamake.nge taare soch ke ye gagan jhuume chaa.Nd jab nikal aaegaa dekhegaa nA koI gagan ko chaa.Nd ko hii dekhe.nge saare chaa.Nd jab nikal aaegaa 1) phuul jo khile naa to kaise, baago.n me.n aae bahaar dIp naa jale to saa.Nvariyaa kaise miTe a.Ndhakaar raat dekho kitanii hai kaalii abhii chaa.Nd nikal ... 2) chaa.Nd se bhii tum hasiin ho, nazadiik aao zaraa chaa.Nd ke nikalane talak to, tum jagamagaao zaraa raat dekho kitanii hai kaalii abhii chaa.Nd nikal ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.