giitaayan An Interface to ISB

tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam - Dilwaale Dulhaniyaa Le Jaayenge (1995)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Jatin-Lalit | Singer(s): Kumar Sanu, Lata 
View in Nagari (Hindi)
ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam pyaar hotaa hai diivaanaa sanam tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam koras: aa... ku: (tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam pyaar hotaa hai diivaanaa sanam) -2 ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham terii baaho.n me.n mar jaae.n ham la: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam pyaar hotaa hai diivaanaa sanam ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham terii baaho.n me.n mar jaae.n ham ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam koras: aa... la: aa.Nkhe.n merii, sapane tere dil meraa, yaade.n terii ku: meraa hai kyaa, sab kuchh teraa jaan terii, saa.Nse.n terii la: merii aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu tere aa gae muskuraane lage saare Gam ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam pyaar hotaa hai diivaanaa sanam la: ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham terii baaho.n me.n mar jaae.n ham ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam la: ye dil kahii.n, lagataa nahii.n kyaa kahuu.N, mai.n kyaa karuu.N ku: haa.N, tuu saamane, baiThii rahe mai.n tujhe dekhaa karuu.N la: tuu ne aavaaz dii dekh mai.n aa ga_ii pyaar se hai ba.Dii kyaa kasam ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam pyaar hotaa hai diivaanaa sanam la: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam pyaar hotaa hai diivaanaa sanam ku: ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham terii baaho.n me.n mar jaae.n ham koras: aa... ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam koras: aa...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.