un ko ye shikAyat hai ke ham, (kuchh nahI.n kahate - 2)
apanI to ye aadat hai ke ham, (kuchh nahI.n kahate - 2)
majabUr bahaut karatA hai ye, (dil to zubaa.n ko - 2)
kuchh aisI hI haalat hai ke ham, (kuchh nahI.n kahate - 2)
apanI to ye aadat ...
kahane ko bahaut kuchh thA agar, (kahanepe aate - 2)
duniyA kI inaayat hai ke ham, (kuchh nahI.n kahate - 2)
apanI to ye aadat ...
kuchh kahanepe tUfAn (uThA letI hai duniyA - 2)
ab isape qayAmat hai ke ham, (kuchh nahI.n kahate - 2)
apanI to ye aadat ...
|