giitaayan An Interface to ISB

vaadaa kar le saajanaa, tere binaa mai.n na rahuu.N - Haath Ki Safaai (1974)  

Lyrics: Gulshan Bawra | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Rafi, Lata 
View in Nagari (Hindi)
(vaadaa kare le saajanaa tere binaa mai.n na rahuu.N mere binaa tuu na rahe ho ke judaa ... ye vaadaa rahaa, na ho.nge judaa ye vaadaa rahaa) -2 ra: mai.n dha.Dakan tuu dil hai piyaa mai.n baaTii tuu meraa diyaa ham pyaar kii jyot jalaae.n -2 la: mai.n raahii merii ma.nzil hai tuu mai.n huu.N lahar aur saahil hai tuu jiivan bhar saath nibhaae.n -2 vaadaa kar le jaan-e-jaa.n tere binaa mai.n na ... la: jab se mujhe teraa pyaar milaa apanii to hai bas yahii duaa har janam yuu.N milate rahe.nge -2 ra: su.ndar saa ho apana jahaa.N pyaar apanaa rahe sadaa javaa.n ham sukh-dukh mil ke sahe.nge -2 vaadaa kare le saajanaa tere binaa mai.n na ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.