giitaayan An Interface to ISB

vo chup rahe.n to mere dil ke daaG jalate hai.n - Jahanara (1964)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: Madan Mohan | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
vo chup rahe.n to mere dil ke dAG jalate hai.n jo bAt kar le.n to bujhate charAG jalate hai.n kaho bujhe.n ke jale.n ham apanI rAh chale.n yA tumhArI rAh chale.n kaho bujhe.n ke jale.n bujhe.n to aise ke kisI GarIb kA dil kisI GarIb kA dil jale.n to aise ke jaise charAG jalate hai.n yah khoI khoI nazar kabhI to hogI yA sadA rahegI udhar yah khoI khoI nazar udhar to ek sulaGatA huA hai vIrAnA hai ek vIrAnA magar idhar to bahAro.n me.n bAG jalate hai.n jo ashq pI bhI lie jo ho.nTh sI bhI lie, to sitam ye kisape kie jo ashq pI bhI lie kuchh Aj apanI sunAo kuchh Aj merI suno KAmoshio.n se to dil aur dimAG jalate hai.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.