giitaayan An Interface to ISB

vo jab yaad aae, bahut yaad aae - Parasmani (1963)  

Lyrics: Asad Bhopali | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Lata, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
vo jab yaad aae bahut yaad aae Gam-e-zi.ndagii ke a.ndhere me.n hamane chiraag-e-muhabbat jalaae bujhaae aahaTe.n jaag uThii.n raaste ha.ns diye thaamakar dil uThe ham kisii ke liye ka_ii baar aisaa bhii dhokhaa huaa hai chale aa rahe hai.n vo nazare.n jhukaae dil sulagane lagaa ashq bahane lage jaane kyaa-kyaa hame.n log kahane lage magar rote-rote ha.nsii aa ga_ii hai Kayaalo.n me.n aake vo jab muskuraae vo judaa kyaa hue zi.ndagii kho ga_ii shammaa jalatii rahii roshanii kho ga_ii bahut koshishe.n kii.n magar dil na bahalaa ka_ii saaz chhe.De ka_ii giit gaae
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.