giitaayan An Interface to ISB

phailii hai Kabar aaj ye - Maan (1954)  

Lyrics: Kaif Bhopali | Music: Anil Biswas | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
o, phailii hai Kabar phailii hai Kabar aaj ye phuulo.n kii zubaanii aa_ii hai javaanii sakhii aa_ii hai javaanii o, phailii hai Kabar ... maaluum nahii.n kisakii ye dhun aaTh pahar hai, maaluum nahii.n aahaT pe nazar hai hare kaaGaz pe nazar hai -2 dil bhii hai diivaanaa merii aa.Nkhe.n bhii diivaanii -2 merii aa.Nkhe.n bhi diivaanii ho, phailii hai Kabar ... milate hii nazar unase mere mere dil ka dha.Dakanaa o mere dil ka dha.Dakanaa aa.Nkho.n ka jhapakanaa merii aa.Nkho.n ka jhapakanaa maaluum na ho jaa_e kisii ko ye kahaanii, kisii ko ye kahaanii o kisii ko ye kahaanii ho, phailii hai Kabar ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.