aayaa naa karo gu.Diyaa mere paas
dukh meraa sunake tum ho jaaogii udaas ||sthaayii||
mai.n to wo huu.N ki duniyaa me.n aaye hai.n jo aa.Nsuu piine ke liye
meraa jiinaa kyaa jiinaa ki jiitii huu.N mai.n yuu.N hii jiine ke liye
sapanaa koii naa koii aas ||1||
mujhako mamataa kii pyaasii tumhaarii nazar kar detii hai beqaraar
maa.N ke aa.Nchal kaa saayaa mai.n de na sakuu.N
itanaa chaahuu.N baar-baar
kuchh bhii nahii.n hai mere paas ||2||
|