giitaayan An Interface to ISB

saa.Nso.n me.n kabhii - Parchhaiyyan (1972)  

Lyrics: Majrooh | Music: R D Burman | Singer(s): Rafi, Asha 
View in Nagari (Hindi)
rafii: (saa.Nso.n me.n kabhii dil me.n kabhii nazaro.n me.n rahaa karanaa jag bairii ho to kyaa tum hamase wafaa karanaa)-2 aashaa: (jaane pyaar nibhaanaa diiwaane dil kii lagii ke)-2 kyaa hai mohabbat zamaanaa ham se ye siikhe pyaar hamane kiyaa pyaar hamako sadaa karanaa saa.Nso.n me.n kabhii dil me.n kabhii nazaro.n me.n rahaa karanaa jag bairii ho to kyaa tum hamase wafaa karanaa rafii: (aaye Kushiyo.n kaa mausam ki aaye Gam kaa mahiinaa)-2 aashaa: tumhii.n pe maranaa tumhaare sa.ng-sa.ng hai jiinaa rafii: kabhii ho_e.N naa judaa bas itanii du_aa karanaa saa.Nso.n me.n kabhii dil me.n kabhii nazaro.n me.n rahaa karanaa aashaa: jag bairii ho to kyaa tum hamase wafaa karanaa rafii: jag bairii ho to kyaa aashaa: tum hamase wafaa karanaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.