giitaayan An Interface to ISB

ek zarraa josh me.n ... jiinaa kyaa jiivan se haar ke - Om Jai Jagdish (2002)  

Lyrics: Sameer | Music: Anu Malik | Singer(s): Kay Kay, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
ek zarraa josh me.n jo aa_e chaa.Nd ko bhii wo zamii.n pe laa_e wo bha.Nwar me.n jo kabhii ghir jaa_e ek tinakaa aadamii ko bachaa_e ja.ng abhii jiitaa nahii.n hai yaaro mai.n abhii haaraa nahii.n huu.N yaaro koras: jiinaa kyaa jiivan se haar ke (4) jo har saa.Ns jii gayaa marane kaa usako Gam nahii.n (2) kahatii hai dharaa kahataa hai gagan kahataa hai ye man jisame.n hai lagan dil TuuTane pe bhii naGme gaa_e (pyaar ke) (3) jiinaa kyaa jiivan se haar ke (2) kaalii ghanerii raat me.n chaa.Ndanii khil jaa_egii tujhe a.Ndhero.n me.n kahii.n roshanii mil jaa_egii rahataa nahii.n saarii umar saathii ye gardish kaa safar detii hai ma.nzil kaa pataa kaa.NTo.n bharii mushkil Dagar koras: hogaa kal kyaa sochanaa jo bhii hai bas aaj hai kab kahaa.N jaa_e badal waqt kaa ye mizaaj hai kyaa hai sukh aur dukh hai kyaa chaar din kii baat hai dard me.n aaraam hai aa.Nsuu ha.Nsii ke saath hai.n jiinaa kyaa jiivan se haar ke (2)
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.