giitaayan An Interface to ISB

OM jay jagadiish hare - Abdullah (1980)  

Lyrics: Traditional | Music: R D Burman | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
OM jay jagadiish hare svaamii jay jagadiish hare bhakt jano.n ke sa.nkaT daas jano.n ke sa.nkaT kShaN me.n duur kare OM jay jagadiish hare maat pitaa tum mere sharaN gahuu.N mai.n kisakii prabhu sharaN gahuu.N mai.n kisakii tum bin aur na duujaa prabhu bin aur na dujaa aas karuu.N mai.n jisakii, OM jay jagadiish hare tum karuNaa ke saagar tum paalanakartaa svaamii tum paalanakartaa mai.n muurakh khal kaamii mai.n sevak tum svaamii kR^ipaa karo bhartaa OM jay jagadiish hare tum puuraN paramaatmaa tum a.ntaryaamii prabhu tum a.ntaryaamii paarabrahma parameshvar paarabrahma parameshvar tum sabake svaamii OM jay jagadiish hare jay jagadiish hare svaamii jay jagadiish hare bhakt jano.n ke sa.nkaT daas jano.n ke sa.nkaT kShaN me.n duur kare OM jay jagadiish hare
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.