giitaayan An Interface to ISB

aa_ii jhuumatii bahaar - Insaniyat (1955)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: C Ramchandra | Singer(s): Talat Mahmood, Lata 
View in Nagari (Hindi)
la: aa_ii jhuumatii bahaar laa_ii dil kaa qaraar dekho pyaar ho gayaa (2) sai.nyyaa.N pahalii pahalii baar baaje man ke sitaar dekho pyaar ho gayaa (2) la: laage tum sa.ng nain aayaa manawaa ko chain (2) ta: ho.nge jab sa.ng sa.ng aane vaalii hai vo rain (2) la: piyaa hu_ii terii jiit merii na_ii na_ii haar la: dekho pyaar ho gayaa (2) ta: aajaa chale.n ek saath aajaa ta: aajaa chale.n ek saath leke haath me.n haath la: laage chal saaraa jag kahii.n jaan le na baat (2) ta: hu_aa jab ek baar kahii.n chhupataa hai pyaar ta: dekho pyaar ho gayaa (2) la: kabhii chhuuTe na priit terii merii mere miit (2) ta: daGaa pyaar me.n denaa ye nahii.n pyaar kii hai riit (2) do: tuu hai mujh pe nisaar do: mai.n huu.N tujh pe nisaar do: dekho pyaar ho gayaa (2) do: aa_ii jhuumatii bahaar do: laa_ii dil kaa qaraar do: dekho pyaar ho gayaa (2)
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.