giitaayan An Interface to ISB

jaane do jaane do mujhe jaanaa hai - Shahenshah (1988)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Amar-Utpal | Singer(s): Lata, Mohd Aziz 
View in Nagari (Hindi)
lataa : o~ naa naa naa jaane do jaane do mujhe jaanaa hai vaadaa jo kiyaa hai vo nibhaanaa hai aaj kisii se mulaaqaat hai merii aziiz : kaun hai vo? bolo! kaun hai vo? bolo! bolo! kaun hai vo? lataa : merii jaan hai vo jaane do jaane do mujhe jaanaa hai vaadaa jo kiyaa hai vo nibhaanaa hai uu uu uu lataa : baaG me.n vo meraa i.ntazaar karegaa Kat usakaa aayaa hai, mujhe usane bulaayaa hai aziiz : mere sivaa kisii kaa tuu naam nahii.n lenaa aisii bevafaa_ii se tuu kaam nahii.n lenaa tuu use chaahe mujhe hairaanagii hai lataa : mai.n tujhe chaahuu.N terii diivaanagii hai jaane do jaane do ... lataa : jab ham milate hai.n phuul khilate hai.n taaro.n kii chhaa.Nv me.n, sapano.n ke gaa.Nv me.n aziiz : aisaa kyaa hai usame.n jo mujhame.n nahii.n hai kyaa vo naujavaan mujhase bhii hasii.n hai lataa : tuu kahaa.N vo kahaa.N hairaanagii hai aziiz : terii mohabbat diivaanagii hai lataa : jaane do jaane do ... aziiz : achchhaa chal mai.n tere saath chalataa huu.N dekhuu.N to yaar ko, tere diladaar ko lataa : siine me.n ye Gam kaa pahaa.D phaT jaa_egaa dekhegaa use to tuu jal kaT jaa_egaa aziiz : gussaa nahii.n ye diivaanagii hai lataa : tuu saath aa_e hairaanagii hai aziiz : e aane de aane de mujhe aanaa hai lataa : naa naa jaane do jaane do mujhe jaanaa hai aziiz : are aane de aane de mujhe aanaa hai lataa : naa naa jaane do jaane do mujhe jaanaa hai
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.