(bolaa huaa)
ta: saavan kii raato.n me.n aisaa bhii hotaa hai
ta: raahii ko_ii bhuulaa hu_aa
ta: tuufaano.n me.n khoyaa hu_aa
ta: raah pe aa jaataa hai
ta: aisaa bhii hotaa hai
(tarannum me.n)
la: saavan kii raato.n me.n aisaa bhii hotaa hai
la: saavan kii raato.n me.n
la: raahii ko_ii bhuulaa hu_aa
la: tuufaano.n me.n khoyaa hu_aa
la: raah pe aa jaataa hai
la: saavan kii raato.n me.n aisaa bhii hotaa hai
la: saavan kii raato.n me.n
(bolaa huaa)
ta: terii nazar se ise dekh luu.N mai.n
ta: dil se mere tum ye mahasuus kar lo
(tarannum me.n)
la: terii nazar se ise dekh luu.N mai.n
la: dil se mere tum ye mahasuus kar lo
ta: tuufaan ye mere dil se uThaa hai
ta: chaaho to tum apane daaman me.n bhar lo
la: tuufaano.n me.n khoyaa hu_aa ye raastaa hai
la: saavan kii raato.n me.n aisaa bhii hotaa hai
la: saavan kii raato.n me.n
la: haaraa hu_aa thaa a.Ndhero.n kA raahii
la: ma.nzil se pahale hii nii.nd aa rahii thii
ta: tum nuur lekar chale aa_e varanaa
ta: mere charaaGo.n se lau jaa rahii thii
la: tere li_e jiite hai.n ham dil jaanataa hai
do: saavan kii raato.n me.n aisaa bhii hotaa hai
do: saavan kii raato.n me.n
do: raahii ko_ii bhUlaa hu_aa
do: tuufaano.n me.n khoyaa hu_aa
do: raah pe aa jaataa hai
do: saavan kii raato.n me.n aisaa bhii hotaa hai
do: saavan kii raato.n me.n
|