giitaayan An Interface to ISB

tuu hii bataa de mujhako ai dil, bhuul huii kyaa merii - Kasturi (1954)  

Lyrics: Vrajendra Gaur | Music: Pankaj Mullick | Singer(s): Pankaj Mullick 
View in Nagari (Hindi)
tuu hii bataa de mujhako ai dil bhuul hu_ii kyaa merii -2 ik din, ik din jab mere suune ghar me.n Dhalii raat phir aa_ii thii tab chupake se aake kisii ne diip kii baatii jalaa_ii thii aa_ii havaa, aa_ii havaa bujh gayaa diip aur aa ga_ii rain a.Ndherii tuu hii bataa de mujhako ai dil bhuul hu_ii kyaa merii -2 guzaraa zamaanaa phir aayaa -2 aa.Nchal me.n diip chhipaake diip salonii kha.Dii ho ga_ii duur kahii.n se aake biich raah me.n aake umr ne kiyaa Kushii aur madhur Kushiyo.n ne nazar na pherii tuu hii bataa de mujhako ai dil bhuul hu_ii kyaa merii -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.