giitaayan An Interface to ISB

dhik.h tanaa dhik.h tanaa dhik.h tanaa - Hum Aapke Hain Kaun (1994)  

Lyrics: Ravinder Rawal | Music: Ram Laxman | Singer(s): S P Balasubramaniam 
View in Nagari (Hindi)
dhik.h tanaa tik.h tanaa dhik.h tanaa dhik.h, dhik.h tanaa tik.h tanaa dhik.h tanaa bhaabhii tum khushiyo.n kaa khazaanaa dhik.h tanaa tik.h tanaa dhik.h tanaa pahalii kiraN jab se uge bhaabhii merii tab se jage sabakaa puuraa dhyaan dhare vo shaam Dhale tak kaam kare kal tak rahaa is chaa.Nv se meraa bachapan an_jaanaa dhik.h tanaa ... hogii merii shaadii kabhii kahate hai.n ye mujhase sabhii Kud apanii devaraanii chunanaa baat kisii kii mat sunanaa tum Dhuu.NDh ke ra.ng ruup me.n apanii parachhaa_ii laanaa dhik.h tanaa ... kab tak rahuu.N sabase chhoTaa aaye koii mujhase chhoTaa ha.Nsataa bolataa koii khilaunaa ab in baaho.n ko do na tumase maa.Nge ghar kaa aa.Ngan pyaaraa pyaaraa nazaraanaa dhik.h tanaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.