giitaayan An Interface to ISB

ek nazar bas ek nazar - Munimji (1955)  

Lyrics: Sahir | Music: S D Burman | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
ek nazar bas ek nazar jaan-e-tamannaa dekh idhar ek nazar bas ek nazar kuchh to bataa ai jaan-e-vafaa terii adaa sharamaatii hai kyo.n kuchh to bataa ai jaan-e-vafaa kuchh to bataa ai jaan-e-vafaa terii adaa sharamaatii hai kyo.n ha.Nsake lipaTatii thii jo gale se ab vo nazar kataraatii hai kyo.n pahale lagaanaa, pahale lagaanaa phir tarasaanaa Thiik nahii.n mere dil_bar ek nazar ek nazar ham bhii hai.n tere diivaane dil bhii hai teraa diivaanaa ham bhii hai.n tere diivaane ham bhii hai.n tere diivaane dil bhii hai teraa diivaanaa ruuh ke soye taar jagaake chhe.D de aisaa afasaanaa dono.n jahaa.N se, dono.n jahaa.N se ham kho jaa_e.n kuch bhii rahe naa apanii khabar ek nazar ek nazar ek nazar bas ek nazar jaan-e-tamanna dekh idhar ek nazar ek nazar
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.