giitaayan An Interface to ISB

holii aayii re kanhaa_ii, holii aayii re - Mother India (1957)  

Lyrics: Shakeel | Music: Naushad | Singer(s): Shamshad, Lata, chorus 
View in Nagari (Hindi)
sha : holii aayii re kanhaa_ii, holii aayii re holii aayii re kanhaa_ii ra.ng chhalake sunaa de zaraa baa.nsarii ko (strii) : holii aayii re kanhaa_ii ra.ng chhalake sunaa de zaraa baa.nsarii ko (pu) : holii aayii re, aayii re, holii aayii re sha : barase gulaal ra.ng more aa.nganavaa apane hii ra.ng me.n ra.ng de mohe sajanavaa ko (pu) : ho dekho naache moraa manavaa ko (strii) : barase gulaal ra.ng more aa.nganavaa, jii more aa.nganavaa apane hii ra.ng me.n ra.ng de mohe sajanavaa sha : tore kaaran gharase aa_ii, tore kaaran ho tore kaaran gharase aa_ii huu.N nikalake sunaa de zaraa baa.nsarii ko (strii) : holii aayii re kanhaa_ii ra.ng chhalake sunaa de zaraa baa.nsarii ko (pu) : holii aayii re, aayii re, holii aayii re sha : chhuTe naa ra.ng aisii ra.ng de chunariyaa dhoban ye dhoye chaahe saarii umariyaa ko (pu) : ho man ko ra.ng degaa saa.Nvariyaa ko (strii) : chhuTe naa ra.ng aisii ra.ng de chunariyaa, jii ra.ng de chunariyaa dhoban ye dhoye chaahe saarii umariyaa sha : mohe bhaaye naa harajaa_ii, mohe bhaaye naa mohe bhaaye naa harajaa_ii ra.ng halake sunaa de zaraa baa.nsarii ko (strii) : holii aayii re kanhaa_ii ra.ng chhalake sunaa de zaraa baa.nsarii
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.