giitaayan An Interface to ISB

koii nahii.n meraa is duniyaa me.n aashiyaa.N barabaad hai - Daagh (1952)  

Lyrics: Hasrat | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Talat 
View in Nagari (Hindi)
chaa.Nd ek bevaa kii chuu.Dii kii tarah TuuTaa hu_aa har sitaaraa besahaaraa soch me.n duubaa hu_aa Gam ke baadal, ik janaaze kii tarah Thahare hu_e sisakiyo.n ke saaz par kahataa hai dil rotaa hu_aa ko_ii nahii.n meraa is duniyaa me.n aashi_aa.N barbaad hai aa.Nsuu bharii mujhe qismat milii hai zindagii naashaad hai jaa havaa tuu rastaa le apana qismat hai merii jii ke ta.Dapanaa) -2 aayii hai mere Gam pe javaanii rotii huii ik yaad hai koii nahii.n meraa ... suukh chuke hai.n aa.Nkho.n ke jharane luuT liyaa hame.n daaG-e-jiGar ne phuul nahii.n ye zakhm khile hai.n-2 aasamaa.N saiyyaad hai-2 koii nahii.n meraa ... mausam dukho.n kaa sar par hai chaayaa mujhase judaa hai Khud meraa saayaa) -2 ham hai.n akele Gam ke hai.n mele ruuh kii fariyaad hai koii nahii.n meraa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.