he: ba.De ba.De tufaano.N ke aage kabhii nahii.n jo haaraa hai
naarii kii taaqat par ab tak zindaa desh tumhaaraa hai
maaTii ko lajaanaa naa is maaTii ko lajaanaa naa
desh hai mahaan isakii shaan ko miTaanaa naa
do: maaTii ko lajaanaa naa is maaTii ko lajaanaa naa
desh hai mahaan is kii shaan ko miTaanaa naa ...
he: vichha.Daa hua yahaa.n kaa vichha.Dii kaa nuur hai.n
be: haa.N vichha.Dii kaa nuur hai.n
he: (is) maaTii meraa maa hua siitaajii kaa si.nduur hai.n
be: siitaajii kaa si.nduur hai.n
he: desh ke javaano.n o faishan ke diivaano.n
tho.Dii baat puraanii maano
apanii sej ko paraa_ii naag se kabhii sajaanaa naa ...
he: galiyaa.n paraayiin ko khoyaa teraa dhyaan hai.n
be: ho khoyaa teraa dhyaan hai
apanii puujaaran kaa tu hii bhagavaan hai
be: tu hii bhagavaan hai
he: raam hai tu usakaa ghanashyaam hai tu usakaa
chaaro.n dhaam hai tu usakaa
aisii naarii ke jigar pe kaTaarii tu chalaanaa naa ...
|