giitaayan An Interface to ISB

phuul aahistaa phe.nko, phuul ba.De naazuk hote hai.n - Prem Kahaani (1975)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Mukesh, Lata 
View in Nagari (Hindi)
phuul aahistaa phe.nko, phuul ba.De naazuk hote hai.n vaise bhii to ye bad.h-qisamat nok pe kaa.nTo.n kii sote hai.n phuul aahistaa ... ba.Dii khuubsuurat shiqaayat hai ye magar sochiye kyaa sharaafat hai ye jo auro.n kaa dil to.Date rahate hai.n lagii choT unako to ye kahate hai.n ki phuul aahistaa phe.nko, phuul ba.De naazuk hote hai.n jo rulaate hai.n logo.n ko ek din khud bhii rote hai.n phuul aahistaa ... kisii shoK ko baaG kii sair me.n jo lag jaaye kaa.nTaa koii pair me.n Kafaa husn vaalo.n se ho kis liye ye maasuum hai bahakataa is liye ki phuul aahistaa phe.nko, phuul ba.De naazuk hote hai.n ye kare.nge kaise ghaayal ye to khud ghaayal hote hai.n phuul aahistaa ... gulo.n ke ba.De aap hamadard hai.n bhalaa kyo.n na ho aap bhii mard hai.n hazaaro.n savaal.o.n kaa hai ik javaab fareb-e-nazar ye na ho ai janaab ki phuul aahistaa phe.nko phuul ba.De naazuk hote hai.n sab jise kahate hai.n shabanam, phuul ke aa.Nsuu hote hai.n phuul aahistaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.