giitaayan An Interface to ISB

raat ke hamasafar, thak ke ghar ko chale - An Evening In Paris (1967)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Rafi, Asha 
View in Nagari (Hindi)
raat ke hamasafar, thak ke ghar ko chale jhuumatii aa rahii hai subah pyaar kii dekh kar saamane, ruup kii roshanii phir luTii jaa rahii hai subah pyaar kii raat ne pyaar ke jaam bhar kar diye aa.Nkho.n aa.Nkho.n se jo mai.n ne tumane piye hosh to ab talaq jaa ke lauTe nahii.n jaane kyaa laa rahii hai subah pyaar kii raat ke hamasafar ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.