giitaayan An Interface to ISB

ik baat sunii hai chaachaajii batalaane vaalii hai - Naram Garam (1981)  

Lyrics: Gulzar | Music: R D Burman | Singer(s): Sushma Shreshtha, Shatrughan Sinha 
View in Nagari (Hindi)
na na na na pappii kii ha.Dataal hai chaachaajii aaj aap se meraa ek savaal hai chaachaajii are #C model Mercedes# se pyaarii merii summii jo maa.Ngogii vahii milegaa agar milegii chummii to vaadaa karo ki naye naye kapa.De silavaa_uu.Ngaa - kapa.De silvaa_uu.Ngaa vaadaa karo ki un kapa.Do.n me.n ittar lagaa_uu.Ngaa - ittar bhii lagaa_uu.Ngaa vaadaa karo kii jiip nahii.n gho.De par jaa_uu.Ngaa - gho.De par? kyo.n kyaa baat hai? aa~ ik baat sunii hai chaachaajii batalaane vaalii hai ghar me.n ek anokhii chiiz aane vaalii hai haa.N re bhaiyaa ne phir koii la.Dakii dekhii hai terii chaachii ##Bulldozer## aane vaalii hai din aur raat kii khiT piT hogii ##horn## bajaayegii achchhe Kaase ghar ko vo gairaaj banaayegii are aap ko ai.n vai.n chaachii se khataraa lagataa hai shaadii ho jaaye to phir dekhe.n kaisaa lagataa hai are aayegii hii ab to vo jo aane vaalii hai ... jaane ab kyaa hogaa vo kyaa haal banaayegii muu.Nh se khaataa thaa vo naako.n chane chab_vaayegii gobhii aaluu bane to kahanaa aaluu gobhii de haal na khaanaa maal na khaanaa, khaanaa baakii jo bhii de are aayegii hii ab to vo jo aane vaalii hai ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.