giitaayan An Interface to ISB

vo chaa.Nd nahii.n hai dil hai kisii diivaane kaa - Aandhiyaan (1952)  

Lyrics: Pt. Narendra Sharma | Music: Ali Akbar Khan | Singer(s): Hemant, Asha 
View in Nagari (Hindi)
he: vo chaa.Nd vo chaa.Nd nahii.n hai dil hai kisii diivaane kaa (aakash jise kahatii duniyaa) - 2 vo naam hai ik viiraane kaa ... (diivaane ke dil kii hii tarah) - 2 vo raato.n jalataa rahataa hai is nii.nd kii maaTii nagarii me vo kuchh na kisii se kahataa hai (hai us me shamaa kii bechainii) - 2 aur pyaar bhii hai paravaane kaa ... he: jab se pahaluu se gayaa hai dil kisii pahaluu nii.nd nahii.n aatii aa: (jo suurat dil men samayii hai) -2 (vo suurat dil se nahii.n jaatii ) -2 aao aa.Nchal patalaa jaa_o kyaa raat hai dil me samaane kaa kyaa raat
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.